What is Bed ( Bed क्या होता है)

aaj hum baat karenge Bed ke baare me Bed kya hota hai



Bed Kya hota hai 

Bed-Bachelor of Education Iska matlb ek aise Course Jise aap kar ke School ya college me Teaching kar skte hai aur ap Ek acchi salary kma skte hai

Bed Karne me Kitna Time lagta hai 

Saal 2019 se phle sirf 2 year ka hi Bed hota tha pr 2019 se ab 4 saal ki bhi bed hoti hai 


2 Years Bed- Ise karne ke liya pahle apko 12th karna hoga uske baad Apko Koi bhi Graduate ki degree with 50% marks ke sath Pass karna hoga tabhi ap 2 years B.Ed kar skte hai

4 Years Bed - Ise karne k liye apko 12th pass out hona hoga tabhi ap Ise kar sakte hai with 50% Marks ke sath 

Full process of BED 

Agar Ap Bihar se ho to Bed karne ke liye sabse phle apko Nou(Naladna open university) se Apply karni hogi uske baad Apko Entrance Exam dena hoga 
Entrance exam me pass hone ke baad hi apko apke choice aur marks basis pr Apko College milega tab hi ap kar skte hai

Important date For Apply 

4 Years Bed - 
Apply start Date -      in  January To February 
Last Date -                   in February 
Entrance Exam -        in February 
Results -                       in February 
Admission -                 in March To April 


2 Years B.Ed
Available In this picture 👇


List of College in Bihar Bed 👇


Apko Agar puri List चाहिए to Plese Download Here to Pdf-click here






Offcial site 

1.Nalanda open university - Click here 
2. My YouTube channel -       Click here 

Next time Apko isi post me Bed ki Fees And other Knowledge mil Jayegi iske liye ap niche jarur Comment kare Aur Hme bta de 

About bed On view Video 👇